Disclaimer

Menu & Pricing: Khane ke daam aur menu bina kisi poorv soochna ke badle ja sakte hain.

Delivery Time: Delivery subah 10 se 1 baje aur shaam 7 se 10 baje hoti hai. Order delivery se kam se kam 4 ghante pehle dein. Traffic ya mausam ki wajah se deri ho sakti hai.

Health & Allergy: Hum safai ka poora dhyan rakhte hain, lekin agar aapko kisi khaas cheez se allergy hai, to order dete waqt bata dein. Bina bataye hui allergy reaction ke liye hum zimmedar nahi honge.

Images: Website par dikhayi gayi photos sirf dikhane ke liye hain, kuch AI se banayi gayi hain. Asli tiffin thoda alag dikh sakta hai.

Scroll to Top